waqt ka murid hai duniya,
hai tu upar to hogi tere pichhe duniya,
jo naya kaam karega tu kabhi,
duniya nikalegi tujhame sau kamiya,
baniya ka khota aagan hai, ye duniya,
bikati hai har cheez yahaa,kharid lo jo hai kharidanaa
hazaro graahak legenge tera hunar chhaane ke baad,
jo na chhaye tera hunar kabhi,
thookengi tujh par purani galiyaa,
duniya ko chaak pe rakh kar, ghoomate rah din bhar,
lootte rah tu isko,ban ke chhaliya,
tera dard na koi dekhane wala yahaa,
hai sabhi gumzadaa yahaa, khuda ke fazl se,
tu uthate ja gum aur bhi, kamate ja khooshiyaa.
holi me pataakhe aur diwali me chalaa tu rango ki goliya,
zindagi fareb hai bari ,tor de pairo ki beriyaa..